Wasi Shah best poetry in urdu,romantic shayari,shayari with images,2 lines love poetry...
Wasi Shah's poetry is filled with,emotions,romance,love and deep reflections of life.His words have the power to touch your hearts and leave a lasting impact.His poetry beautifully captures the essence of human emotions and expressions.Here you will find a great collection of Wasi Shah's shayari and can you will tag to somone your special.If you want more collection of romantic,sad and love poetry then you have to search, Mohsin Naqvi,Ahmed Faraz,Faiz Ahmad Faiz and Parveen Shakir poetry.So enjoy the urdu shayari...
![]() |
Wasi Shah Poetry In Urdu/Sad Poetry |
دل کو کس بات کی سزا ہے وصی
موت تک کیوں اسے دھڑکنا ہے
Dil ko kis baat ki saza hai Wasi
Mout tak kion isay darrkna hai
![]() |
Wasi Shah Poetry In Urdu/Sad Poetry |
سمندر میں اترتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
تیری آنکھوں کو پڑھتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
Samundar mein utarta hun to aankhen bheeg jati hain
Teri aankhon ko parhta hun to aankhen bheeg jati hain
![]() |
Wasi Shah Poetry In Urdu/Sad Poetry |
دکھوں نے بانٹ لیا ہے تمہارے بعد ہمیں
تمہارے ہاتھ میں رہتے تو کتنا اچھا تھا
Dukhon ne bant lia hai tumhare baad hamen
Tumhare haath mein rehte to kitna acha tha
Wasi Shah best 2 lines shayari
![]() |
Wasi Shah Poetry In Urdu/Sad Poetry |
جو مر چکے ہیں تمہیں اُن کی فکر ہے لیکن
جو مر رہے ہیں تمہیں اِن کا کچھ ملال نہیں
Jo mar chuke hain tumhen un ki fikr hai lekin
Jo mar rahe hain tumhen un ka kuch malal nahi
![]() |
Wasi Shah Poetry In Urdu/Sad Poetry |
جگر ہو جائے گا چھلنی یہ آنکھیں خون روئیں گی
وصی بے فیض لوگوں سے نبھاکر کچھ نہیں ملتا
Jigar ho jaye ga chalni ye aankhen khoon royen gi
Wasi be faiz logon se nibha kar kuch nahi milta
![]() |
Wasi Shah Poetry In Urdu/Sad Poetry |
جیسے ہو عمر بھر کا اثاثہ غریب کا
کچھ اس طرح سے میں نے سنبھالے تمہارے خط
Jaisy ho umar bhar ka asasa ghareeb ka
Kucg iss tarah se main ne sanbhale hain tumhare khatt
Wasi Shah heart touching poetry
![]() |
Wasi Shah Poetry In Urdu/Sad Poetry |
ہرایک موسم میں روشنی سی بکھیرتے ہیں
تمہارے غم کے چراغ میری اداسیوں میں
Har aik mausam mein roshni si bakherte hain
Tumhare gham ke chiragh meri udasiyon mein
![]() |
Wasi Shah Poetry In Urdu/Sad Poetry |
کون کہتا ہے ملاقات میری آج کی ہے
تو میری روح کے اندر ہے کئی صدیوں سے
Kaun kehta hai ke mulaqat meri aaj ki hai
Tu meri rooh ke ander hai kai sadion se
![]() |
Wasi Shah Poetry In Urdu/Sad Poetry |
جو تو نہیں ہے تو یہ مکمل نہ ہو سکیں گی
تیری یہی اہمیت ہے میری کہانیوں میں
Jo tu nahi hai to ye mukamal na ho saken gi
Teri ye hee ahmiyat hai meri kahanion mein
Wasi Shah urdu poetry
![]() |
Wasi Shah Poetry In Urdu/Sad Poetry |
ہم حسین ہونے کا دعویٰ تو نہیں کرتے وصی مگر
جسے آنکھ بھر کر دیکھ لیں اُلجھن میں ڈال دیتے ہیں
Hum haseen hone ka dawaa to nahi karte Wasi magar
Jise aankh bhar kar dekh lain uljhan mein daal dete hain
![]() |
Wasi Shah Poetry In Urdu/Sad Poetry |
نہ تمہیں ہوش رہے اور نہ مجھے ہوش رہے
اس قدر ٹوٹ کے چاہو مجھے پاگل کر دو
Na tumhein hosh rahe aur na mujhe hosh rahe
Iss qadar toot ke chaaho mujhe paagal kar do
![]() |
Wasi Shah Poetry In Urdu/Sad Poetry |
اپنے احساس سے چھو کر مجھے صندل کر دو
میں کہ صدیوں سے ادھورا ہوں مکمل کر دو
Apny ehsas se choo kar mujhe sandal kr do
Main ke sadion se adhora hun mukamal kr do
![]() |
Wasi Shah Poetry In Urdu/Sad Poetry |
میری تو پور پور میں خوشبو سی بس گئی
اس پر تیرا خیال ہے اور چاند رات ہے
Meri to por por mein khushboo si bas gayi
Is par tera khayaal hai aur chaand raat hai