Ahmed Faraz best urdu shayari,2 lines poetry,4 lines shayari,romantic status,ghazals and sad sms text...
Ahmed Faraz a famous Pakistani poet,beautifully expresses love,longing and the complexities of emotions in his poetry.His poetry is full of every type of emotions like romance, love, sadness and exciting as well.Let's take a step towards the something exciting and explore,experience the world of poetry by Ahmed Faraz.We are happy to provides you the poetry of famous poets like,Allama Iqbal,John Elia,Faiz Ahmad Faiz and Parveen Shakir as well.
![]() |
Ahmed Faraz poetry in urdu/ghazals/2 lines shayari |
دل گرفتہ ہی سہی بزم سجالی جائے
یادِ جاناں سے کوئی شام نہ خالی جائے
رفتہ رفتہ یہی زنداں میں بدل جاتے ہیں
اب کسی شہر کی بنیاد نہ ڈالی جائے
مصحفِ رُخ ہے کسی کا کہ بیاضِ حافظ
ایسے چہرے سے کبھی فال نکالی جائے
وہ مروّت سے ملاِ ہے تو جھکا دوں گردن
میرےدشمن کا کوئی وار نہ خالی جائے
بے نوا شہر کا سایہ ہےمرے دل پہ فراز
کس طرح سے مری آشفتہ خیالی جا ئے
Dil gariftaa hee sahii bazm sajaa li jaye
Yaad e jana se koi shaam na khaali jaye
Rafta-rafta yahi zindaan mein badal jate hain
Ab kisi shahr ki buniyaad na daali jaye
Mushaf e rukh hai kisi ka K beyaaz e Hafiz
Aise chehre se kabhi faal nikaali jaye
Wo murawwat se mila hai to jhuka dun gardan
Mere dushman ka koi waar na khaali jaaye
Be-nawaa shahr ka saaya hai mere dil pe ‘Faraz’
Kis tarah se meri aashufta khyaali jaye
![]() |
Ahmed Faraz poetry in urdu/ghazals/2 lines shayari |
سنا ہے اس کے بدن کی تراش ایسی ہے
کہ پھول اپنی قبائیں کتر کے دیکھتے ہیں
Suna hai uss kay badan ki tarash aisi hai
Ke phool apni qabain kutar ke dekhty hain
![]() |
Ahmed Faraz poetry in urdu/ghazals/2 lines shayari |
اس کی آنکھوں کو کبھی غور سے دیکھا ہے فراز
رونے والوں کی طرح جاگنے والوں جیسی
Iss ki aankhon ko kabhi ghor say dekha hai faraz
Rony walon ki tarah jagny walon jesi
Ahmed Faraz romantic poetry
![]() |
Ahmed Faraz poetry in urdu/ghazals/2 lines shayari |
میں آنے والے زمانوں سے ڈر رہا ہوں فراز
کہ میں نے دیکھی ہیں آنکھیں اُداس لوگوں کی
Main aany waly zamano se dar raha hoon faraz
Ke main ne dekhi hain aankhen udas logon ki
![]() |
Ahmed Faraz poetry in urdu/ghazals/2 lines shayari |
چلا تھا ذکر زمانے کی بے وفائی کا
سو آ گیا ہے تمہارا خیال ویسے ہی
Chala tha zikar zamany ki bewafai ka
So aa giya hai tumhara khayal wasy hee
![]() |
Ahmed Faraz poetry in urdu/ghazals/2 lines shayari |
ہم کو اچھا نہیں لگتا کوئی ہم نام تیرا
کوئی تُجھ سا ہو تو پھر نام بھی تُجھ سا رکھے
Ham ko acha nahi lagta koi ham naam tera
Koi tujh sa ho to phir naam bhi tujh sa rakhe
Best shayari by Ahmed Faraz
![]() |
Ahmed Faraz poetry in urdu/ghazals/2 lines shayari |
میرےصبر کی انتہا کیا پو چھتے ہو فراز
وہ مجھ سے لپٹ کے رویا کسی اور کے لیے
Mere sabr ki inteha kiya puchte ho faraz
Wo mujh se lipat ke roya kisi aur ka liye
![]() |
Ahmed Faraz poetry in urdu/ghazals/2 lines shayari |
ہُوا ہے تُجھ سے بچھڑنے کے بعد یہ معلوم
کہ تُو نہیں تھا، تیرے ساتھ ایک دُنیا تھی
Hua hai tujh se bicharrny ke baad ye maloom
Kay tu nahi tha tere sath aik dunya thi
![]() |
Ahmed Faraz poetry in urdu/ghazals/2 lines shayari |
دل کو تیری چاہت یہ بھروسہ بھی بہت ہے
اور تجھ سے بچھڑ جانے کا ڈر بھی نہیں جاتا
Dil ko teri chahat pe bharosa bhi bohat hai
Aur tujh se bicharr jane ka dar bhi nahi jata
Ahmed Faraz ghazals & 2 lines poetry
![]() |
Ahmed Faraz poetry in urdu/ghazals/2 lines shayari |
برباد کرنے کے اور بھی راستے تھے فراز
نہ جانے انھیں محبّت کا ہی خیال کیوں آیا
Barbad Karne Ke Aur Bhi Rastay Thay Faraz!
Na Janay Unhain Mohabbat Ka Hee Khayal Kyon Aaya
![]() |
Ahmed Faraz poetry in urdu/ghazals/2 lines shayari |
کسی سے جدا ہونا اگر اتنا آسان ہوتا فراز
تو جسم سے روح کو لینے کبھی فرشتے نہیں آتے
Kisi se juda hona agar itna aasaan hota Faraz!
Toh jism se rooh ko lenay kabhi Farishtay nahi aathai
![]() |
Ahmed Faraz poetry in urdu/ghazals/2 lines shayari |
اب مایوس کیوں ہو اس کی بے وفائی پہ فراز
تم خود ہی کہتے تھے کہ وہ سب سے جدا ہے
Ab mayoos kyun ho uski bewafai pe Faraz
Tum khud hee kehtay thay Ke woh sab se juda hai
![]() |
Ahmed Faraz poetry in urdu/ghazals/2 lines shayari |
ان بارشوں سے دوستی اچھی نہیں فراز
کچا تیرا مکان ہے کچھ تو خیال کر
Inn barishon se dosti achi nahi Faraz
Kacha tera makaan hai kuch To khayal kar