Faiz Ahmad Faiz poetry in urdu/2 lines shayari/ghazals

best poetrys
0

Best Faiz Ahmad Faiz urdu shayari,ghazals,ideas & 2 lines heart touching poetry...


Faiz Ahmad Faiz one of the most celebrated poet and author in Pakistan,captures the essence of love,revolution and social justic in his poetry.Let's enjoy his enchanting verses and experience of the power of his words.If you want to read more energetic and exciting shayari of famous poets then you have a look Allama Iqbal poetry,parveen Shakir,John Eila poetry  another bolg.Here you will find  a treasure of emotions and thougt-provoking ideas in his poetic words.Happy exploring!


Faiz Ahmad Faiz poetry in urdu
Faiz Ahmad Faiz poetry in urdu/2 lines shayari/ghazals

دونوں جہان تیری محبت میں ہار کے
وہ جا رہا ہے کوئی شب غم گزار کے
         
Dono jahan teri mohabbat mein haar ke
Woh ja raha hai koi shab-e-gham guzaar ke

Faiz Ahmad Faiz poetry in urdu
Faiz Ahmad Faiz poetry in urdu/2 lines shayari/ghazals

دل ناامید تو نہیں ناکام ہی تو ہے
لمبی ہے غم کی شام مگر شام ہی تو ہے

Dil na umeed to nahi nakam hee to hai
Lambi hai gham ki shaam magr shaam hee to hai


Best Faiz Ahmad Faiz poetry in urdu


Faiz Ahmad Faiz poetry in urdu
Faiz Ahmad Faiz poetry in urdu/2 lines shayari/ghazals

نہیں نگاہ میں منزل تو جستجو ہی سہی
نہیں وصال میسر تو آرزو ہی سہی

  Nahi nigaah mein manzil to justuju hee sahi
Nahi wisaal muyasar to aarzu hee sahi

Faiz Ahmad Faiz poetry in urdu
Faiz Ahmad Faiz poetry in urdu/2 lines shayari/ghazals

آئے تو یوں کہ جیسے ہمیشہ تھے مہربان
بھولے تو یوں کہ گویا کبھی آشنا نہ تھے

Aaye to yun ke jaise hamesha they meharban
Bhule to yun ke goya kabhi aashna na they

Faiz Ahmad Faiz poetry in urdu
Faiz Ahmad Faiz poetry in urdu/2 lines shayari/ghazals

گر بازی عشق کی بازی ہے جو چاہو لگا دو ڈر کیسا
گر جیت گئے تو کیا کہنا ہارے بھی تو بازی مات نہیں

Gar baazi-e-ishq ki baazi hai jo chaho laga do dar kaisa
Gar jeet gaye to kya kehna, hare bhi to baazi maat nahi

Faiz Ahmad Faiz best ghazals


Faiz Ahmad Faiz poetry in urdu
Faiz Ahmad Faiz poetry in urdu/2 lines shayari/ghazals

آپ کی یاد آتی رہی رات بھر
چاندنی دل دکھاتی رہی رات بھر

Aap ki yaad aati rahi raat bhar
Chandni dil dukhati rahi raat bhar

Faiz Ahmad Faiz poetry in urdu
Faiz Ahmad Faiz poetry in urdu/2 lines shayari/ghazals

راز الفت چھپا کے دیکھ لیا
دل بہت کچھ جلا کے دیکھ لیا
اور کیا دیکھنے کو باقی ہے
آپ سے دل لگا کے دیکھ لیا
وہ میرے ہو کے بھی میرے نہ ہوئے
ان کو اپنا بنا کے دیکھ لیا
آج ان کی نظر میں کچھ ہم نے
سب کی نظریں بچا کے دیکھ لیا
فیض تکمیل غم بھی ہو نہ سکی
عشق کو آزما کے دیکھ لیا

Faiz Ahmad Faiz poetry in urdu
Faiz Ahmad Faiz poetry in urdu/2 lines shayari/ghazals

گلوں میں رنگ بھرے باد نوبہار چلے
چلے بھی آؤ کہ گلشن کا کاروبار چلے
قفس اداس ہے یارو صبا سے کچھ تو کہو
کہیں تو بحر خدا آج ذکر یار چلے
کبھی تو صبح تیرے کنج لب سے ہو آغاز
کبھی تو شب سر کاکل سے مشک بار چلے
بڑا ہے درد کا رشتہ یہ دل غریب سہی
تمہارے نام پہ آئیں گے غم گسار چلے
جو ہم پہ گزری سو گزری مگر شب ہجراں
ہمارے اشک تری عاقبت سنوار چلے
حضور یار ہوئی دفتر جنوں کی طلب
گرہ میں لے کے گریباں کا تار تار چلے
مقام فیض کوئی راہ میں جچا ہی نہیں
جو کوئے یار سے نکلے تو سوئے دار چلے

Faiz Ahmad Faiz urdu shayari


Faiz Ahmad Faiz poetry in urdu
Faiz Ahmad Faiz poetry in urdu/2 lines shayari/ghazals

یہ خون کی مہک ہے کہ لب یار کی خوشبو
کس راہ کی جانب سے صبا أتی ہےدیکھو
گلشن میں بہار أئی کہ زندان ہوا أباد
کس سمت سے نغموں کی سدا أتی ہے دیکھو

ye KHun ki mahak hai ki lab-e-yar ki KHushbu
kis rah ki jaanib se saba aati hai dekho
gulshan mein bahaar aai ki zindan hua aabaad
kis samt se naghmon ki sada aati hai dekho

Faiz Ahmad Faiz poetry in urdu
Faiz Ahmad Faiz poetry in urdu/2 lines shayari/ghazals

         کر رہا تھا غم جہاں کا حساب
   آج تم یاد بے حساب آئے
Kar raha tha gham jahan ka hisaab
Aaj tum yaad be-hisaab aaye

Faiz Ahmad Faiz poetry in urdu
Faiz Ahmad Faiz poetry in urdu/2 lines shayari/ghazals

تمہاری یاد کے جب زخم بھرنے لگتے ہیں
کسی بہانے تمہیں یاد کرنے لگتے ہیں

Tumhari yaad ke jab zakhm bharne lagte hain
Kisi bahane tumhen yaad karne lagte hain


Post a Comment

0 Comments
Post a Comment (0)
To Top