Mother love poetry,maa shayari, mother,s love description
Here we described the love for mothers in the form of poetry.Mother poetry is a beautiful expression of love, gratitude and admiration of mothers.it captures a unique bond between a mother and child,celebrating their selflessness, sacrifices and unconditional love.May Allah protect all the mothers for their children,.ameen.Hopfully you will enjoy this poetry and will feel love from the depth of heart for your mother..for more poetry you have to click the, father Poetry, daughter poetry, friendship poetry in the site of best poetrys....
![]() |
Mother Poetry In Urdu/Maa Shayari In Urdu |
یہ مجھے ماں کی دُعاوں کا اثر لگتا ہے
Sakht raston par bhi asan safar lagta hai
Yeh mujhe Maa ki duaon ka asar lagta hai
![]() |
Mother Poetry In Urdu/Maa Shayari In Urdu |
لبوں پہ اس کے بددُعا نہیں ہوتی
بس اک ماں ہے جو کبھی خفا نہیں ہوتی
Labon pe uske kabhi bad dua nahi hoti
Bus ik Maa hai jo kabhi khafa nahi hoti
![]() |
Mother Poetry In Urdu/Maa Shayari In Urdu |
کس کی ماں نے کتنا زیور بیچا تھا
Shehar mein aa kar parhny wale bhool gay
Kis ki Maa ne kitna zaiwar becha tha
Maa Shayari
![]() |
Mother Poetry In Urdu/Maa Shayari In Urdu |
کسی کو گھر ملا حصے میں یا کوئی دکاں آئی
میں گھر میں سب سے چھوٹا تھا میرے حصے میں ماں آئی
Kisi ko ghar mila hissay mein ya koi dukaan ayi
Main ghar mein sab se chota tha merae hissay mein Maa ayi
![]() |
Mother Poetry In Urdu/Maa Shayari In Urdu |
میرے رب نے ماں کو ایسا رُتبہ دیا
کہ محبت سے ماں کو دیکھنا بھی عبادت بنا دیا
Meray Rab ne Maa ko aisa rutba dia ke Mohabbat se Maa ko daikhna bhi ibadat bna dia
![]() |
Mother Poetry In Urdu/Maa Shayari In Urdu |
ایک وہی تو ہے جو میرے لیے دنیا ساری ہے
رب کے بعد مجھے میری ماں ہی پیاری ہے
Aik wohi to hai Jo mere liye duniya saari hai
Rabb Ke bad mujhe meri Maa piyari hai
Best Mother Poetry
![]() |
Mother Poetry In Urdu/Maa Shayari In Urdu |
لوگ توڑتے وقت نہیں سوچتے
کہ ہماری ماں نے ہمارے کتنے لاڈ اٹھائے ہیں
Log torte waqt nahi sochte
Ke hmari Maa ne hmare kitne laad uthaye hain
![]() |
Mother Poetry In Urdu/Maa Shayari In Urdu |
ماں تیری خوشبوں کہیں نہ ملی
میں نے پھول سارے خرید کر دیکھے
Maa teri Khushboo kahin Na Mili
Main ne phool sare kharid Kar dekhe
![]() |
Mother Poetry In Urdu/Maa Shayari In Urdu |
حالات برے تھے مگر رکھتی تھی نواب بنا کر
ہم غریب تھے یہ صرف میری ماں جانتی تھی
Halaat bure thy magar rakhti thi nawab bna Kar
Hum ghareeb thy ye sirf meri Maa janti thi
![]() |
Mother Poetry In Urdu/Maa Shayari In Urdu |
یہ ایسا قرض ہے جو میں ادا کر ہی نہیں سکتا
میں جب تک گھر نہ لوٹوں میری ماں سجدے میں رہتی ہے
Ye aisa qarz hai Jo main Ad Kar hee nahi Sakta
Main jab tak ghar na loton meri Maa sajde mein rehti hai
Mother Poetry 2023
![]() |
Mother Poetry In Urdu/Maa Shayari In Urdu |
کل اپنے آپ کو دیکھا تھا ماں کی آنکھوں میں
یہ آئینہ ہمیں بوڑھا نہیں بتاتا ہے
Kal Apne Aap ko dekha tha Maa ki aankhon mein
Ye aaina hamen burrha nahi btata hai
![]() |
Mother Poetry In Urdu/Maa Shayari In Urdu |
سناٹا سا چھا گیا بٹوارے کے قصے میں
پوچھا جب ماں نے میں ہوں کس کے حصے میں
Sanata sa cha gaya batware ke qisse mein
Pocha jab Maa ne main hon kis ke hisse main
![]() |
Mother Poetry In Urdu/Maa Shayari In Urdu |
برتن مانجھ کر ماں دو چار بچے پال ہی لیتی ہے
مگر دو چار بچوں سے ایک ماں نہیں پالی جاتی
Bartan manj kar Maa do char bache paal hee leti hai
Magar do char bacho se ek Maa nahi pali jati