Barsat Poetry In Urdu/Baarish Shayari In Urdu

best poetrys
0

Best barsat poetry in urdu,sawan shayari,rimjhim barsat shayari..


Barsat ki boondo Ke sath jhoomtay hain ye alfaaz,.jahan pyar or tarrap ki sargam mil Ke rang bharti hai

In the season of barsat nature dances with joy as raindrops caress the earth.Each drop  holds a story of love, longing,blending the beauty of romance with the touch of sadness.Here you will enjoy the shayari of barsat with the feelings of love.An other blog you will find romantic Poetry, love shayari,sad Poetry, friendship poetry and funny poetry....


Barsat Poetry in Urdu
Barsat Poetry In Urdu/Baarish Shayari In Urdu

تیری قربت بھی نہیں ہوئی میسر

اور دن بھی بارشوں کے آگئے ہیں

Teri qurbat bhi nahi hai muyassar,

Aur din bhi barishon ke aa gaye hain 


Barsat Poetry in Urdu
Barsat Poetry In Urdu/Baarish Shayari In Urdu

بارش اور محبت دونوں ہی بہت یادگار ہوتے ہیں

فرق صرف اتنا ہے

بارش میں جسم بھیگ جاتا ہے اور محبت میں آنکھیں

Barish aur mohabbat dono hee bohat yaadgar hote hain

Farq sirf itna hai

Barish mein jism bheeg jata hai aur mohabbat mein ankhain 


Barsat Poetry in Urdu
Barsat Poetry In Urdu/Baarish Shayari In Urdu


تم پوچھتے تھے کہ کتنا پیار کرتے ہو
 لو اب گن لو بوندیں‌ بارش کی

Tum puchte thy ke kitna pyar karte ho
Lo ab gin lo boondain baarish ki

Latest Baarish Poetry 


Barsat Poetry in urdu
Barsat Poetry In Urdu/Baarish Shayari In Urdu


میں چپ کراتا ہوں ہر شب امڈتی بارش کو
مگر یہ روز گئی بات چھیڑ دیتی ہے

Main chup krata Hun har shab umadti baarish ko
Magar ye roz gai bat chair deti


Barsat Poetry in urdu
Barsat Poetry In Urdu/Baarish Shayari In Urdu


ہمارے شہر آجاؤ سدا برسات رہتی ہے
کبھی بادل برستے ہیں کبھی آنکھیں برستی ہیں

Hmare shehar aa jai sada barsat rehti 
Kabhi badal baraste hain kabhi aankhen barasti hain


Barsat Poetry in urdu
Barsat Poetry In Urdu/Baarish Shayari In Urdu


اب کے بارش میں تو یہ کار زیاں ہونا ہی تھا
اپنی کچی بستیوں کو بے نشاں ہونا ہی تھا

Ab Ke baarish mein to ye kaar-e zian hona hee tha
Apni kachi bastion ko be Nishan hona hee tha

Barsat Poetry in urdu 


Barsat Poetry in urdu
Barsat Poetry In Urdu/Baarish Shayari In Urdu


اب بھی برسات کی راتوں میں بدن ٹوٹتا ہے
جاگ اٹھتی ہیں عجب خواہشیں انگڑائی کی

Abb bhi barsat ki raton mein badan toot'ta hai
Jaag uthti hain ajab khwahishen angraai ki


Barsat Poetry in urdu
Barsat Poetry In Urdu/Baarish Shayari In Urdu


تم ہوتے تو بات اور تھی
اب کی بارش تو صرف پانی ہے

Tum hote to baat aur thi
Ab ki barish to sirf pani hai


Barsat Poetry in urdu
Barsat Poetry In Urdu/Baarish Shayari In Urdu


یہ رم جھم ، یہ بارش ، یہ آوارگی کا موسم
ہمارے بس میں ہوتا ، تیرے پاس  چلے آتے

Ye rim jhim ye baarish ye aawargi Ka mausam
Hmare bas mein hota tere Pas chale stay


Barsat Poetry in urdu
Barsat Poetry In Urdu/Baarish Shayari In Urdu


ٹپک پڑتے ہیں آنسو جب اپنوں کی یاد آتی ہے
یہ وہ برسات ہے کہ جس کا کوئی موسم نہیں ہوتا

Tapak parte Hain aansoo jab apno ki yad ati hai
Ye wo barsat hai Ke jis Ka koi mausam nai hota

Baarish Shayari 


Barsat Poetry in urdu
Barsat Poetry In Urdu/Baarish Shayari In Urdu


فراق یار کی بارش، ملال کا موسم
ہمارے شہر میں اترا کمال کا موسم

Faraaq e yaar ki Baarish, Malal ka Mausam 
Hamaray Sehar mein utra kamal ka Mausam


Barsat Poetry in urdu
Barsat Poetry In Urdu/Baarish Shayari In Urdu


بارش ہوئی تو گھر کے دریچے سے لگ کے ہم
چپ چاپ سوگوار تمہیں سوچتے رہے

Barish hui to ghar ke darechay se lag ke Hum
Chup chaap sogwaar tumain sochtay rahay

Post a Comment

0 Comments
Post a Comment (0)
To Top